حضرت علی کرم اللہ وجہہ الکریم کے خوبصورت اقوال
Hazrat Ali ( R. A ) Quotes In Urdu
Quotes In Urdu |
دُنیا کو خریدنا بیوقوف لوگوں کی تجارت ہے ۔
duniya ko khareedna bewaqoof
logon ki tijarat hai
Quotes In Urdu |
دوزخ بلاشبہ اُن لوگوں کا مقام ہے
جو نیک کاموں میں کوتاہی کرتے ہیں
dozakh bilashuba unn logon ka maqam hai
jo naik kamon mein kotahi karte hain
Quotes In Urdu |
علم اور عمل دونوں ساتھ ساتھ ہیں پس جسے علم حاصل ہو وہ عمل بھی کریں
ilm aur amal dono sath sath hain
pas jisay ilm haasil ho woh amal bhi karen
Quotes In Urdu |
بے انداز مال بھی اگر اسراف اور فضول خرچی سے استعمال کیا جائے تو تھوڑا اور ناکافی ہوتا ہے
be andaaz maal bhi agar israaf aur fuzool kharchi se istemaal kya jaye to thora aur na kafi hota hai
Quotes In Urdu |
توکل یہ ہے کہ آدمی قوت اور طاقت سے ہٹ کر تقدیرِ الٰہی پر راضی رہے
tawakkal yeh hai ke aadmi qowat
aur taaqat se hatt kar Taqdeer Ellahi par raazi rahay
Quotes In Urdu |
سخاوت یہ ہے کہ تم اپنا مال خرچ کرو اور دوسروں کے مال پر نظر نہ رکھو
sakhavat yeh hai ke tum apna maal kharch karo aur doosron ke maal par nazar nah rakho
Quotes In Urdu |
روزی وہ چیز ہے کہ جو اس کو تلاش نہ کرے اُس کو بھی پہنچ جاتی ہے
rozi woh cheez hai ke jo is ko
talaash nah kere uss ko bhi pahonch jati hai
Quotes In Urdu |
یہ دُنیا ایک مقررہ وقت تک رہے گی اور آخرت ہمیشہ تک
yeh duniya aik muqarara waqt tak
rahay gi aur akhirat hamesha tak
Quotes In Urdu |
عقل جہان میں نہایت پیارا دوست ہوتا ہے
aqal Jahan mein nihayat
pyara dost hota hai
Quotes In Urdu |
سب سے پہلی عبادت یہ ہے کہ انسان مصیبت میں صبر کر کے اللہ تعالیٰ کی طرف سے مدد کا منتظر رہے
sab se pehli ibadat yeh hai ke
insaan museebat mein sabr kar ke
Allah taala ki taraf se madad ka
muntazir rahay
0 Comments